One of my all time favorite films... Devanand and Nutan.. Vijay Anand's Direction, S D Burman's music... I mean.. there are movies where EVERYTHING falls into place... This movie got released in 1963 and it still entertains me... guess there are some movies that one can call EVERGREEN...
The songs... and the lyrics... such simple poetry ... here are a few lyrics
Song: Dekho Roothana Karo
Jaan par meri bani, Aapki tehri haseen
Hai main jaan gayi, Pyaar ki Fitraangee (I like this word a LOT)
Dil jalaaneke liye, Thandi aahe naa bharo
Song: Dil Ka bhavar kare pukar
Phool tum gulaab ka, Kya jawaab aap ka
Jo ada hain wo bahaar hain,
Aaj dil ki bekahi, aagayi zubaan par
Baat yea hain, tum se pyaar hain
Dil tumhi ko diya re
Pyaar ka raag suno re..
... aap gulab ho aur aap ki ada bahaar hain.. what a thought
Iss haseen paar pe, hum na baithe haar ke
Saaya banke saath hum chale
Aaj mere sang tu
Jhoome dil ki aarzoo
Tujhse meri aank jab mile
jaane kya kar diya re
pyaar ka raag suno re
Song: Tu kahan, yea bata
Hoo, aai jab thandi hava,
Maine poocha jo pata,
vo bhi katrake gayi,
aur bechain kiya,
pyar se, tu mujhe,
de sada, tu kaha??
heyy, chaand taaron ne suna
In bahaaron ne suna
dard ka raag mera
rehguzaaron ne suna
tu bhi sun, jaaneman,
aa bhi jaa, tu kahaan?
Song: Sun le tu dil ki sada
Aaj tak jo bhi hua,
Jhoote jhagdon ne kiya,
Pyaar hota, kuch na hota,
Naa ujadte aashiyaan
Sunle tu dil ki sada...
And finally the song ... Tere ghar ke saamne
He says:
Ek ghar banaunga, tere ghar ke saamne
Duniya basaunga, tere ghar ke saamne
She says:
Ghar ka banana koi aasaan kaam nahin,
Duniya basana koi aasaan kaam nahin
To which he replies:
Dil mein wafayein ho to, toofan kinara hain
Bijlee hamare liye pyaar ka ishaara hain
Tan mann lutaaunga, tere ghar ke saamne
She says:
Kahte hain pyaar jisse, Dariya hain aag kaa
Yaa phir nashaa hain koi, jeevan ke raag kaa
He replies:
Dil mein jo pyaar ho to, aag bhi phool hain
Sachi lagan jo ho to, parbat bhi dhool hain
Taare sajaaonga, Tere ghar ke saamne....
You need to listen to these songs, Md. Rafi saying Main bhi kuch banaunga tere ghar ke saamne at the end of this song to which Lata Mangeshkar says "Dekhe!" ... its magical....